Roman script

dekho na dekho na, dekho na dekho na 

dekho mujhe aise, darta hai dil 

socho na socho na, socho na socho na 

yaara kyu tujhpe, marta hai dil 

kaise bataau chaahat ka jaadu, mujhpe bhi chhane laga 

khwaabo me kho ke main bhi wafa ki, duniya basaane laga

dekho na dekho na, dekho na dekho na 

dekho mujhe aise, darta hai dil 

ho socho na socho na, socho na socho na 

yaara kyu tujhpe, marta hai dil 

kaise bataau chaahat ka jaadu, mujhpe bhi chhane laga 

khwaabo me kho ke main bhi wafa ki, duniya basaane laga

pyaase premi jawa, mausam hai badguma

saanso me hai dhuaa, chhedo na jaanejaa

pyaase premi jawa, mausam hai badguma

saanso me hai dhuaa, chhedo na jaanejaa

aankhe mili to jaane tamanna 

dil gungunaane laga 

kaise bataau chaahat ka jaadu, mujhpe bhi chhane laga hai

ho socho na socho na, socho na socho na 

yaara kyu tujhpe, marta hai dil 

bolo na dekho na dekho na, dekho na dekho na 

dekho mujhe aise, darta hai dil 

aa baaho me jara, yu naa palake jhuka 

teri pyaari adaa, dekhu main dilrubaa 

aa baaho me jaraa, yu na palake jhuka 

teri pyaari adaa, dekhu main dilrubaa 

mere diwaane, ye pyaar tera mujhko jagaane laga 

he khwaabo me kho ke main bhi wafa ki, duniya basaane laga

dekho na dekho na, dekho na dekho na 

dekho mujhe aise, darta hai dil 

socho na socho na, socho na socho na 

yaara kyu tujhpe, marta hai dil 

hu darta hai dil 

ho marta hai dil 

ho darta hai dil

Explore this song