Roman script

dekho mera jadoo pal mein kar doon beqaboo

aankhein do paimane in mein doobe deevane 

haan thandi thandi sansein meri

jin mein jale tan badan

bade bade lut gaye khade khade lut gaye 

bade bade lut gaye khade khade lut gaye 

dekhoon zara hans ke jise vahin mere jaal mein phanse

bach ke koi jaa na saka meri mehafil se

ho bade bade lut gaye khade khade lut gaye

bholi ye adayein in pe lakhon mit jayein

meri angdai samjho qayamat aayi

bholi ye adayein in pe lakhon mit jayein

meri angdai samjho qayaamat aayi

haan main vo hasin chingari hoon

meethi hai jiski jalan

bade bade lut gaye khade khade lut gaye 

bade bade lut gaye khade khade lut gaye 

dekhoon zara hans ke jise vahin mere jaal mein phanse 

dekhoon zara hans ke jise vahin mere jaal mein phanse 

bach ke koi jaa na saka meri mehafil se

ho bade bade lut gaye khade khade lut gaye

Explore this song