Roman script

dekho logo ye kaisa zamana dil churake bane wo begana

dekho logo ye kaisa zamana dil churake bane wo begana

koi ruthe dilbar ko manana use jakar samhjana

okay goriye aisa chahne wala to milta 

kismat walo ko shut up

dekho logo ye kaisa zamana dil churake bane wo begana

dekho logo ye kaisa zamana dil churake bane wo begana

iski kya sunte ho ye to diwan hai aisa kya 

bhohra hai ye mat samjho parwana hai haye tauba 

iski suno na yaro ye jhuth hai sarasar

is bewafa ko dekho pahchan lo barabar

mai sach kahta hu kasam kaakar

goriye aashik ko apne satao na  ab to maan jao na 

dekho logo ye kaisa zamana aise jhutho se daman bachana

dekho logo ye kaisa zamana aise jhutho se daman bachana

inki har baat bahana dhokhe me na aa jana

are ye lagta bhola bhala hai lekin dil ka kala hai

dekho logo ye kaisa zamana dil churake bane wo begana

dekho logo ye kaisa zamana dil churake bane wo begana

meri bala se chahe na mano aye jana are ja ja ja ja 

ye dil to hai or kisi ka diwana kya kya kya kya

jane tamanna meri sunlo tumse behtar hai

dil pyar ka khazana masumiyat jewar hai

ye aakhir kab kya chakkar hai are ho hamse badhkar kon hai

dekhu ek jhalak to mai

dekho logo ye kaisa zamana dil churake chala wo diwana

dekho logo ye kaisa zamana dil churake chala wo diwana

koi ruthe dilbar ko manana use jakar samhjana

yaro inko purana taka hai khaya humne jhansa hai

Explore this song