Roman script

dekho ji raat ko julam ho gaya ungali dabake chudi chhankake 

mujhko jagake jaane khud so gaya khud so gaya

dekho ji raat ko julam ho gaya ungali dabake chudi chhankake 

mujhko jagake jaane khud so gaya khud so gaya

khud so gaya dekho ji raat ko julam ho gaya 

julfo ko chheda aachal udaya baaho ko chhua mujhko sataya 

deke bharose deke dilaase dard uthake aag lagake 

aankhe milake ye sitam ho gaya 

haye haye ungali dabake haye chhankake 

mujhko jagake jaane khud so gaya khud so gaya 

dekho ji raat ko julam ho gaya 

meri hai galati meri naadani samajhi naa teri main beimaani 

aisa naa dekha chor anokha pyar ka waada waade mein dhoka 

puchhe bina hi mera dil le gaya ungali dabake chudi chhankake 

mujhko jagake jaane khud so gaya khud so gaya 

dekho ji raat ko julam ho gaya 

meri adaye hai mastani mujhko to chaahe duniya deewani 

dekha jo usko hui hairani buddhe pe dekho aa gayi jawani

buddhe ko tauba tauba ye kya ho gaya 

are are are ungali dabake chudi chhankake 

mujhko jagake jaane khud so gaya khud so gaya 

dekho ji raat ko julam ho gaya 

ungali dabake haye chudi chhankake 

mujhko jagake jaane khud so gaya 

khud so gaya dekho ji raat ko julam ho gaya

Explore this song