Roman script

dekho dekho gadbad ghotala 

dekho dekho gadbad ghotala

ho dal me hai kuchh kala 

hoye dal me hain kuchh kala 

kya kala 

ho kala ho kala ho kala 

dekho dekho gadbad ghotala 

dekho dekho gadbad ghotala

ho dal me hai kuchh kala 

hoye dal me hain kuchh kala 

wo pardesi aur o malkin 

chhup chhup kare kyu milte hain palchhin 

wo pardesi aur o malkin 

chhup chhup kare kyu milte hain palchhin 

nazar nazar se milti hain jab 

dil ki kali yu khilti hain tab 

ek chabhi se khul jata hain 

nau kamro ka tala

ho dal me hai kuchh kala 

hoye dal me hain kuchh kala 

dekho dekho gadbad ghotala 

dekho dekho gadbad ghotala

ho dal me hai kuchh kala 

hoye dal me hain kuchh kala 

wo boli wo boli, mat ja bedrdi 

wo bola wo bola, hui teri marji

na pagdi thi aur na kiraya 

na pagdi thi aur na kiraya 

muft me dil ka bangla paya 

muft me dil ka bangla paya 

aankho ki chauki se ghus kar 

dil me dera dala 

ho dal me hai kuchh kala 

hoye dal me hain kuchh kala 

dekho dekho gadbad ghotala 

dekho dekho gadbad ghotala

ho dal me hai kuchh kala 

hoye dal me hain kuchh kala 

sun sun maina kahta hain tota 

hua ye wahi jo hain hota 

hua ye wahi jo hain hota 

unki baat sunkar hi toda 

unki baat sunkar hi toda 

ab tum hamse nata jodo 

isme hamko yu na fansao 

isme hamko yu na fansao 

jao jao jao jao jao 

hay re hay re hay re hay 

ho tere nakhre me garam masala 

ho tere nakhre me garam masala 

ho tere ho tere 

ho tere nakhre me garam masala 

ho dal me hai kuchh kala 

hoye dal me hain kuchh kala 

dekho dekho gadbad ghotala 

dekho dekho gadbad ghotala

ho dal me hai kuchh kala 

hoye dal me hain kuchh kala

Explore this song