Roman script

dekho das baj gaye hai

chalo ab so jaye

itni jaldi kya sona

to kya karna hai

chalo kahin ghum aaye

baato hi baato me baj gaye hai gyarah

baato hi baato me baj gaye hai gyarah

dekh bhi lete ab tak

hum to sapna koi pyara

bewaqt na jaanam, tum waqt dekha karo

bewaqt na jaanam, tum waqt dekha karo

aise me to baj jayega mere pyar ka baarha

oho ek baj gaya hai

re baba ek baj gaya hai

nind me aap kho jaye

itni jaldi kya sona

are to kya karna hai

chalo kahin ghum aaye, o baba

do baje ka aalam kitna

do baje ka aalam kitna

pyara hota hai

prem diwane jaage aur jag sara sota hai

teen baje na chhedo pyar ko

chahat pe ilzaam na koi do

kal hi aakar tum mere daddy se

baat kar lo

baat kar loge na

are re re re re

char baj gaye hai

chalo ab so jaye

itni jaldi kya sona

are to ab kya karna hai

chalo kahin ghum aaye

chalo so jaye, kahin ghum aaye

o chalo so jaye

na na ghum aaye

are chalo so jaye

ab to ghum aaye

Explore this song