Roman script

aahi gaya dekho abhay
aahi gaya dekho abhay
aahi gaya dekho abhay
mauj mauj me jaise ho tufa 
kaali raato me maut ka saama 
junglo me jaise koi darinda 
chhod ta nahi kisi ko jinda 
jabda khole ek bukha ajgar 
aakhe daale ho josh kaar par   
jaise zaptta baaj ho koi  
ek bhayanak raaj ho koi 
dekho to insan ke jaisa
socho to shaitan ke jaisa
aahi gaya dekho abhay
aahi aahi aahi gaya dekho abhay
aahi gaya aaya aaya aaya aaya

Song details

Song video

Watch on YouTube