Roman script

ho dekho aaye dekho aaye jawani ke din aaye 
ho dekho aaye jawani ke din aaye 
jane kis kis ki niyat kharab hogi 
jane kis kis ki niyat kharab hogi ho dekho aaye
ho gori teri jawani hai mastani 
ho gori teri jawani hai mastani 
kyun na duniya ki niyat kharab hogi 
kyun na duniya ki niyat kharab hogi ho gori teri 
ho dekho aaye jawani ke din aaye 
koi kitna hi peeche padega mere 
hath phir bhi kisi ke nahi aaungi
door hi door se muskurati hui 
apna daaman bacha ke nikal jaaungi 
apna daaman bacha ke nikal jaaungi
unse aankhe unse aakhe ladi mera kya jayega
unse aakhe ladi mera kya jayega
unki apni jawani kharab hogi 
unki apni jawani kharab hogi 
dekho aaye dekho aaye jawani ke din aaye 
ho laakh chahogi tum pyar ho na kabhi 
gher legi kisi ajnabi ki nazar
gher legi kisi ajnabi ki nazar
ho pyaar ka rog lag jaaye ji ko jaha
bhool kar bhi na jaau mai us mod per
bhool kar bhi na jaau mai us mod per
botlo me botlo me jo khichke na aaye kabhi 
ho botlo me jo khichke na aaye kabhi 
teri aankho me aisi sharaab hogi 
teri aankho me aisi sharaab hogi 
gori teri ho gori teri jawani hai mastani 
dekho aaye jawani ke din aaye 
jane kis kis ki niyat kharab hogi 
jane kis kis ki niyat kharab hogi 
dekho aaye jawani ke din aaye

Song details

singer: Asha Bhosle, Kavita Krishnamurthy