Roman script

dekhna kaise dara diya dara diya jiya dhadka diya

dekhna kaise dara diya dara diya jiya dhadka diya

achha arey baba bahadur hai kya kehne aapke

o meri ma mar gayi mai to jo tune gira diya 

dekhna kaise dara diya dara diya jiya dhadka diya

dekhna kaise dara diya dara diya jiya dhadka diya

chhod  chhad ke gavo ko mar mitne ki mauz me

arey chhod  chhad ke gavo ko mar mitne ki mauz me

kar dekhe kuch naujawa bharti hoke fauz me 

maine bhi apna naam unmei likha diya

arey re re re ye kya kiya mera kya hoga kaise jiungi 

mai to mar jaungi ha ha dekhna kaise dara diya 

dara diya jiya dhadka diya dekhna kaise dara diya 

dara diya jiya dhadka diya

darke rat ko sapne me ha darke rat ko sapne me

maine shor machaya tha maa puchha kya huya

kya huya arey kon yaha par aaya tha mai to nahi aaya tha

par galti se maine tera naam bata diya

arey re re re ye kya kiya

ab kya hoga kaise hoga kya karege

arey kaise milenge ha ha dekhna kaise dara diya 

dara diya jiya dhadka diya dekhna kaise dara diya 

dara diya jiya dhadka diya

Explore this song