Roman script

dekhna jajbe mohabbat ka asar aaj ki raat 

mere shane pe hai us shok ka sar aaj ki raat 

nur hi nur hai kisse simte uthaun aaj ki raat 
hushn hi hushn hai tahde nazar aaj ki raat 
mere shane pe hai us shok ka sar aaj ki raat 
dekhna jajbe mohabbat ka asar aaj ki raat 
dekhna jajbe mohabbat ka asar aaj ki raat

Song details

Song video

Watch on YouTube