Roman script

dekhi teri duniya o duniya wale

dekhi teri duniya o duniya wale

har saksh bewafa hai wafa koi naa paale 

dekhi teri duniya o duniya wale

maut hai jeena maut hai jeena 

iss jag maahi maut hai jeena

yaha koi kisi ka naahi 

jhuthi har muskan jahan ki 

sache me na le 

dekhi teri duniya o duniya wale

dekhi teri duniya o duniya wale

mithe bol bol ke jiya ko bharma liya 

dil ka kaha maan ke maine bhi fal paa liya 

mithe bol bol ke jiya ko bharma liya 

dil ka kaha maan ke maine bhi fal paa liya 

aap kabhi sambhalu ka sambhalu 

par dil ko kaun sambhale 

dekhi teri duniya o duniya wale

dekhi teri duniya o duniya wale

Explore this song