Roman script

jaan o meri kyun ho kafa 

mere dil ki sun awaz 

sun le ab khul jayenge raaz

dekhe meri aankho mein jo chad jaye nasha 

nazarein milake dekh jaan paas aake dekh 

jaam dhundta hai tu kya 

din raaton ke wo shahjade 

dun tera pta, is taak jhaank mein 

ye kon si talaash mein 

shikar dhundta hai tu kya 

shaam hai paheli hai raat ajnabi si 

chhaye bechaniya, jaan bhi akeli koi 

thaam le hatheli, kyun hai betabiyan 

dekhe meri aankho mein jo chad jaye nasha 

nazarein milake dekh jaan paas aake dekh 

jaam dhundta hai tu kya 

khamoshiyan bhi ye teri bayan kare kahani 

behaki behaki si shaam hai chaukhi ruhani 

shaam hai paheli hai raat ajnabi si 

chhaye bechaniya, jaan bhi akeli koi 

thaam le hatheli, kyun hai betabiyan 

dekhe meri aankho mein jo chad jaye nasha 

nazarein milake dekh jaan paas aake dekh 

jaam dhundta hai tu kya 

din raaton ke wo shahjade 

dun tera pta, is taak jhaank mein 

ye kon si talaash mein 

shikar dhundta hai tu kya 

dekhe meri aankho mein jo chad jaye nasha 

nazarein milake dekh jaan paas aake dekh 

jaam dhundta hai tu kya

Explore this song