Roman script

dekhna unka kanakhiyo se idhar dekha kiye

dekhana unka kanakhiyo se idhar dekha kiye

apni aah-e-kam asar kaa ham-sar dekha kiye

jo ba-jahir hamse sadiyo ki musafat kar rahe

ham unhe har gam apna hamsafar dekha kiye

dekhna unka kanakhiyo se idhar dekha kiye

lamha lamha wakt kaa sailab chadhta hi gaya

rafta rafta dubta ham apna ghar dekha kiye

dekhna unka kanakhiyo se idhar dekha kiye

koi kya jane ke kaise hum bhari barsaat me

najar-e-aatish apne hi dil kaa nagar dekha kiye

dekhna unka kanakhiyo se idhar dekha kiye

sun ke woh shahjaad ke ashaar sar dhunta raha

tham kar hum dono hathon se jigar dekha kiye

dekhana unka kanakhiyo se idhar dekha kiye

apni aah-e-kam asar kaa ham-sar dekha kiye

dekhna unka kanakhiyo se idhar dekha kiye

Explore this song