Roman script

dekha jabse tujhe jane jana mujhe pyar ho gaya

dekha jabse tujhe jane jana mujhe pyar ho gaya

kahne laga ye dil diwana mujhe pyar ho gaya

dekha jabse tujhe jane jana mujhe pyar ho gaya

kahne laga ye dil diwana mujhe pyar ho gaya

tere bina hai mushkil mera jina

hogi kahi na tere jaisi hasina

tere bina hai mushkil mera jina

hogi kahi na tere jaisi hasina

jadu jaga diya pagal mujhe kiya

jadu jaga diya pagal mujhe kiya 

tune chain mera liya

dekha jabse tujhe jane jana mujhe pyar ho gaya

kahne laga ye diwana dil mujhe pyar ho gaya

raze wafa ko tune kitna chupaya

pahle kabhi na tune mujhko bataya

raze wafa ko tune kitna chupaya

pahle kabhi na tune mujhko bataya

ab na chupaungi tujhko bataungi

ab na chupaungi tujhko bataungi 

masti me yahi gaungi

dekha jab se tujhe jane jana mujhe pyar ho gaya

kahne laga ye dil diwana mujhe pyar ho gaya

dekha jab se tujhe jane jana mujhe pyar ho gaya

kahne laga ye dil diwana mujhe pyar ho gaya

mujhe pyar ho gaya ha mujhe pyar ho gaya

mujhe pyar ho gaya

Explore this song