Roman script

dekha hai tumhe kahi na kahi

lekin kaha yad aata nahi

dekha hai tumhe kahi na kahi

lekin kaha yad aata nahi

karta raha jiska mai intjar

kaho ki kahi tum vahi to nahi

dekha hai tumhe kahi na kahi

lekin kaha yad aata nahi

karta raha jiska mai intjar

kaho ki kahi tum vahi to nahi

are dekha hai tumhe kahi na kahi

kabhi tum humare kabhi tum humare

khyalo me sharma rahi thi

kabhi asma ke sitaro me lehra rahi thi

ye jalva ye nakhra ye jalva ye nakhra

inhe khub mai janta hu inhe jindgi manta hu

dekha hai tumhe kahi na kahi

lekin kaha yad aata nahi

karta raha jiska mai intjar

kaho ki kahi tum vahi to nahi

are dekha hai tumhe kahi na kahi

mile the yahi par mile the yahi par

laga ke gale se gale hum

khile phul banke inhi badlo ke tale hum

humara tumhara humara tumhara

ye sadiyo purana hai bandhan

kahe jhum ke dil ki dhadkan

dekha hai tumhe kahi na kahi

lekin kaha yad aata nahi

karta raha jiska mai intjar

kaho ki kahi tum vahi to nahi

are dekha hai tumhe kahi na kahi

lekin kaha yad ata nahi

karta raha jiska mai intjar

kaho ki kahi tum vahi to nahi

are dekha hai tumhe kahi na kahi

Explore this song