Roman script

suno ae bhaiya tumhe sunaye

ek anokhi baat

are janam se lekar marne tak

lakdi ka na chhute sath

dekh tamasha lakdi ka

bhai dekh tamasha lakdi ka

dekh tamasha lakdi ka

bhai dekh tamasha lakdi ka

saur me lakdi jalti hai

aur lakdi ka banta palna

saur me lakdi jalti hai

aur lakdi ka banta palna

lakdi ka hi leke sahara

baccha ho sikhe chalna

takhti banti hai lakdi ki

takhti banti hai lakdi ki

bane khilauna lakdi ka

dekh tamasha, tamasha

dekh tamasha lakdi ka

dekh tamasha lakdi ka

bhai dekh tamasha lakdi ka

shadi me mandap lakdi ka

lakdi ki hai shehnai

shadi me mandap lakdi ka

lakdi ki hai shehnai

baith ke lakdi ki doli me

dulhan piya ke ghar aayi

sindur dani lakdi ki

sindur dani lakdi ki

aur palang banaya lakdi ka

dekh tamasha, tamasha

dekh tamasha lakdi ka

dekh tamasha lakdi ka

bhai dekh tamasha lakdi ka

lakdi ka hal chale khet me

nadi me lakdi ki naiya

lakdi ka hal chale khet me

nadi me lakdi ki naiya

khinche bail bailgadi ko

laga hai lakdi ka pahiya

chautha pan jab aaye to budha

hath me lakdi leke chale

chautha pan jab aaye to budha

hath me lakdi leke chale

marne par arthi lakdi ki

lakdi ki hi chita jale

aise hi jivan bhar bahiya

rahe sahara lakdi ka

dekh tamasha, tamasha

dekh tamasha lakdi ka

dekh tamasha lakdi ka

bhai dekh tamasha lakdi ka

Explore this song