Roman script

dekh le pyar me kaisa maza hai
jeet ho ya haar ho dono mein nasha hai 
dekh le pyar me kaisa maza hai
jeet ho ya haar ho dono mein nasha hai 
haye dekh le pyar mein 
pyar tera aisa basa hai nas nas mein 
najro pe kabu hai na dil mere bas mein 
pyar tera pyar tera aisa basa hai nas nas mein 
najro pe kabu hai na dil mere bas mein 
bahke kadam hai aankho mein masti 
piye bina hi nasha hai 
dekh le pyar me kaisa maza hai
jeet ho ya haar ho dono mein nasha hai 
haye dekh le pyar mein
tu jo jara ruthe to dil mera tute 
tute huye dil se bhi pyar nahi chhute 
tu jo jara tu jo jara ruthe to dil mera tute 
tute huye dil se bhi pyar nahi chhute 
tera sitam ho chahe karm ho 
dono mein bada maja hai 
dekh le pyar me kaisa maza hai
jeet ho ya haar ho dono mein nasha hai 
haye dekh le pyar mein
pyar mein hai dono milan bhi jalan bhi 
kabhi kabhi mel to kabhi anban bhi 
pyar mein hai pyar mein hai dono milan bhi jalan bhi 
kabhi kabhi mel to kabhi anban bhi 
ye jo nahi to kuch bhi nahi 
ulfat mein fir kya nasha hai 
dekh le pyar me kaisa maza hai
jeet ho ya haar ho dono mein nasha hai 
haye dekh le pyar mein

Song details

Song video

Watch on YouTube