Roman script

aayegi meri yaad jab hoga bura haal

aayegi meri yaad jab hoga bura haal

to dekhke ye rumal mujhe yaad karna

aayegi meri yaad jab hoga bura haal

to dekh ke ye rumal mujhe yaad karna

aayegi meri yaad dil puchhega sawal

to dekhke ye rumal mujhe yaad karna

baitho mere paas main tumko apni baat batati hu

baitho mere paas main tumko apni baat batati hu

tum bina jina kaisa hoga sochke hi dar jati hu

kuchh din tumse dur rahunga mushkil hai ghabarata hu

do pal tumse dur rahu to jite ji mar jata hu 

jab aaye tumhe phir mujhse milne ka khayal 

jab aaye tumhe phir mujhse milne ka khayal 

to dekh ke ye rumal mujhe yaad karna 

aayegi meri yaad jab hoga bura haal

to dekh ke ye rumal mujhe yaad karna

prem ki ye aadat hai ye kuchh din sabko tadpata hai

prem ki ye aadat hai ye kuchh din sabko tadpata hai

premi jab jab dur huye hai aur prem badh jata hai

dil se dil ko is duniya me kaun juda kar pata hai

rishte sare jhut lage jab ye bandan bandh jata hai

jab duniya wale de dil walo ki mishal

jab duniya wale de dil walo ki mishal

to dekh ke ye rumal mujhe yaad karna

aayegi meri yaad dil puchhega sawal

to dekh ke ye rumal mujhe yaad karna

mujhe yaad karna mujhe yaad karna

Explore this song