Roman script

are dekh ke in besharmo ko, sharm mujhe yun aai 

utha ke dafli 

are utha ke dafli gane laga main 

baja baja ke tihai 

he rama re rama re 

kaliyug ki kanya ha ha kaliyug ki kanya 

kaliyug ki kanya milne jaj ko chali 

milne jaj ko chali 

nau sau chuhe 

nau sau chuhe khake billi haj jo chali 

billi haj ko chali 

o milne jaj ko chali 

kaliyug ki kanya rama kaliyug ki kanya 

kaliyug ki kanya hay hay kaliyug ki kanya 

rama ho rama ho lajja hain na laaj hain 

beshrmi hi to kaaj hain 

are rama ho rama ho lajja hain na laaj hain 

beshrmi hi to kaaj hain 

punji ko ye puja samjhe, pap ka inpe raaj hain 

paap ka inpe raaj hain 

bin khile hi 

bin khile hi murjha jaye, puja ki kali 

ho rama puja ki kali 

ho rama puja ki kali 

nau sau chuhe khake billi haj jo chali 

billi haj ko chali 

kaliyug ki kanya rama kaliyug ki kanya 

kaliyug ki kanya hay hay kaliyug ki kanya 

kaliyug ke 

kaliyug ke hain rang anokhe 

rang anokho dekho dhang anokhe 

khud miya biwi ko biwi miya ko 

miya biwi ko biwi miya ko 

nit nit dete dhokhe 

kaliyug ke hain rang anokhe 

naam se pavan kaam se raavan 

naam se pavan kaam se raavan 

bhai ko na aaye sharm, bhai ko na aaye sharm 

mata apni bhuli dharm, mata apni bhuli dharm

daude paap nagriya 

daude paap nagariya, chhod raam ki gali 

ho rama raam ki gali 

ho rama raam ki glai 

nau sau chuhe khake billi haj jo chali 

billi haj ko chali

Explore this song