Roman script

nabhatun aali apsara nabhatun aali apsara

asi sundara saaj sazpunna aali aali aali

aali ga aali kesa madhi maandla gajra

lokachya nazra khilya tichyavar aali aali aali

duniyachi pyaari tu agrani harni ga

agrani sundaraa ha ha

aali ga aali aali ga aali

aali ga aali oh maharani aali

aga ga ga ga…

nazar jo teri laagi main deewani ho gayi

deewani haan deewani, deewani ho gayi

mash’hoor mere ishq ki kahaani ho gayi

jo jag ne na maani toh maine bhi thaani

kahaan thi main dekho kahaan chali aayi..

kehte hain ye deewani mastani ho gayi

mash’hoor mere ishq ki ye kahani ho gayi

jo jag ne na maani toh maine bhi thaani

kahaan thi main dekho kahaan chali aayi..

kehte hain ye deewani mastani ho gayi

deewani haan deewani, deewani ho gayi

zakham aisa tune lagaya

deewani, deewani, deewani, deewani ho gayi

marham aisa tune lagaya

ruhaani, ruhaani, ruhaani, ruhaani ho gayi

pehchaan mere ishq ki ab toh

pehchaan mere ishq ki ab toh

rawaani, rawaani, rawaani, rawaani ho gayi

ho.. mash’hoor mere ishq ki kahani ho gayi

kehte hai yeh deewani, mastani ho gayi

haan deewani, haan deewani, deewani ho gayi

mash’hoor mere ishq ki kahani ho gayi

jo jag ne na maani toh maine bhi thaani

kahaan thi main dekho kahaan chali aayi

kehte hain ye deewani, mastani ho gayi

deewani haan deewani, deewani ho gayi

sab noor noor sa bikhra hai

ek tu hi khayalon mein utra hai

bas jhoom jhoom jhoom jhoom jaata hai dil

tu mastani hai tu deewani hai

paakeza hasti hain teri, tu noorani hai

sab noor noor sa bikhra hai

ek tu hi khayaalon mein utra hai

Explore this song