Roman script

deewani chandani are raat bhi hai pagal 
yahi to sama hai mohabbat ke kabil 
deewani chandani are raat bhi hai pagal 
yahi to sama hai mohabbat ke kabil 
deewani chandani 
koi humsafar ho koi meherbaa ho 
koi raat isse badhkar kuch aur bhi jawa ho 
koi humsafar ho koi meherbaa ho 
ruthe hue sanam tum awaaz do kaha ho 
awaz do kaha ho
deewani chandani are raat bhi hai pagal 
yahi to sama hai mohabbat ke kabil 
deewani chandani 
itni haseen hu mai kitni jawan hu ma 
jispe bahar sadke are wo gulistaan hu mai 
itni haseen hu mai kitni jawan hu ma 
mat samjho bhuli bisri ik dastan hu mai 
ik dastan hu mai
deewani chandani are raat bhi hai pagal 
yahi to sama hai mohabbat ke kabil 
deewani chandani

Song details

Song video

Watch on YouTube