Roman script
deewana main na tha deewana ban gaya kab kaise aur kya afsana ban gaya na tujhe hai khabar na mujhe hai magar jaane kab kaise dil mil gaya deewani main ho gayi deewana main ho gaya deewani main ho gayi deewana main ho gaya deewana tu na tha deewana ban gaya kab kaise aur kya afsana ban gaya jadu nigaho ka teri mujhpe asar kar gaya hai jadu nigaho ka teri mujhpe asar kar gaya hai dil deewana tumhara wada koi kar gaya hai maine maana meri jaan maine maana dil jo bola wohi kar diya deewani main ho gayi deewana main ho gaya deewani main ho gayi deewana main ho gaya deewana main na tha deewana ban gaya dhadkane sun rahi hai dhadkano ki zubaan ko dhadkane sun rahi hai dhadkano ki zubaan ko aisa haseen ho nazara to kaise na armaan jawan ho tere bin ek pal nahi jeena maine yeh faisla kar liya deewani main ho gayi deewana main ho gaya deewani main ho gayi deewana main ho gaya deewana main na tha deewana ban gaya kab kaise aur kya afsaana ban gaya na tujhe hai khabar na mujhe hai magar jaane kab kaise dil mil gaya deewani main ho gayi deewana main ho gaya deewana main ho gaya
Song details
- Singer: Abhijeet
- Singer: Sadhana Sargam
- Film / album: Mere Jeevan Saathi (2006)
- Composer: Nadeem Shravan
- Lyricist: Sameer
- Actor: Akshay Kumar
- Actor: Karisma Kapoor
- Actor: Amisha Patel
- Actor: Gulshan Grover
- Actor: Aashish Vidyarthi
- Actor: Rakesh Bedi
- Actor: Maya Alagh
- Actor: Alok Nath
- Actor: Arun Bali
- Actor: Gajendra Chauhan
- Actor: Razzak Khan
- Actor: Asha Patel
singer: Abhijeet, Sadhana Sargam
actor: Akshay Kumar, Karishma Kapoor
