Roman script

deewana mai na tha deewana ban gaya

kab kaise aur kya afsana ban gaya

na tujhe hai khabar na mujhe hai magar

jane kab dil se dil mil gaya

deewani mai ho gayi, deewana mai ho gaya

deewani mai ho gayi, deewana mai ho gaya

deewana tu na tha deewana ban gaya

kab kaise aur kya afsana ban gaya

jadu nigaho ka teri mujhpe asar kar gaya hai

jadu nigaho ka teri mujhpe asar kar gaya hai

dil deewana tumhara wada koi kar gaya hai

maine mana meri jan maine mana

dil jo bola vahi kar diya

deewani mai ho gayi, deewana mai ho gaya

deewani mai ho gayi, deewana mai ho gaya

deewani mai na tha deewana ban gaya

dhadkane sun rahi hai dhadkano ki juban ko

dhadkane sun rahi hai dhadkano ki juban ko

aisa hasin ho najara toh kaise na arman jawan ho

tere bin ek pal nahi jina maine yeh faisla kar liya

deewani mai ho gayi, deewana mai ho gaya

deewani mai ho gayi, deewana mai ho gaya

deewana mai na tha deewana ban gaya

kab kaise aur kya afsana ban gaya

na tujhe hai khabar na mujhe hai magar

jane kab dil se dil mil gaya

deewani mai ho gayi, deewana mai ho gaya

deewana mai ho gaya

Explore this song