Roman script

teri baho me mili aisi rahat si mujhe

ho gayi jaanejaha teri aadat si mujhe

dekhu main jab tujko to tab mera din ye dhale

deewana kar raha hai tera roop sunhera

musalsal khal raha hai mujhko ab ye sehra

bata ab jaaye to jaaye kaha

deewana kar raha hai tera roop sunhera

musalsal khal raha hai mujhko ab ye sehra

bata ab jaaye to jaaye kaha

dard ka alam hai har dum, tere bin o mere humdum

aankho me dikhti hai maayusiya

jaha bhi jaau tere bin, badi mushkil se guzre din

chubti hai dil ko teri khamoshiya

raaz gehra jo hai tera, dar hai kaisa tu hai mera

deewana kar raha hai tera roop sunhera

musalsal khal raha hai mujhko ab ye sehra

bata ab jaaye to jaaye kaha

deewana kar raha hai tera roop sunhera

musalsal khal raha hai mujhko ab ye sehra

bata ab jaaye to jaaye kaha

dhul gaye dil ke saare gam, khushi se aankhe hai ye num

zindagi me tu meri jab se aa gaya

dil ka arman bana hai tu, meri pehchan bana hai tu

saanso me rooh banke tu sama gaya

jaan bhi teri, dil bhi tera tujhse hai mera savera

deewana kar raha hai tera roop sunehra

musalsal khal raha hai mujhko ab ye sehra

bata ab jaaye to jaye kaha

deewana kar raha hai tera roop sunehra

musalsal khal raha hai mujhko ab ye sehra

bata ab jaaye to jaaye kaha

bata ab jaaye to jaaye kaha

Explore this song