Roman script

he deewana hu deewana hu raahat se mai bagana hu

raahat se mai bagana hu

deewana hu deewana hu raahat se mai bagana hu

raahat se mai bagana hu

dil ko kaise bahlaau mai ye jhkham kise dikhlaau mai 

dil ko kaise bahlaau mai ye jhkham kise dikhlaau mai 

aansu sun sun kr hanste hai kya dard bhara afsana hai 

kya dard bhara afsana hai 

aayi na bahaar fiza hi shi aayi na bahaar fiza hi shi 

ujde dil me armaan hi shi ujde dil me armaan hi shi 

hairaan hu ki aakhir kya hu mai 

hairaan hu ki aakhir kya hu mai

aabad hu ya veerana hu

ghayal hu tumse door hu mai

ghayal hu tumse door hu mai 

par phuk chuka majboor hu mai 

par phuk chuka majboor hu mai  

ae sama balaye le aakar ae sama balaye le aakar 

akhir mai bhi parwana hu akhir mai bhi parwana hu

akhir mai bhi parwana hu

Explore this song