Roman script

deewana ab dil na mane ye dekhe sapne suhane 

ye tum se ab kya chupana mile tum to maine ye jana

meri dhadkano ne to har baar tum ko pukara
ke har saas ab naam lene lagi hai tumhara

deewana ab dil na mane ye dekhe sapane suhane
ye tum se ab kya chupana mile tum to mene ye jana
ye mosaum java ye nazara karta hai hume kuch ishara

fir kyu na mil ke kahe raaz dil ke khabar na 
manjar na ho ga dobara 
fir kyu na mil ke kahe raaz dil ke khabar na 
manjar na ho ga dobara 
meri dhadkano ne to har baar tum ko pukara
ke har saas ab naam lene lagi hai tumhara
meri dhadkano ne to har baar tum ko pukara
ke har saas ab naam lene lagi hai tumhara
deewana ab dil na mane ab ye dekhe sapane suhane
ye tum se ab kya chupana mile tum to mene ye jana
main rahi tu hai sitara main kashti tu hai kinara 

hu kashm kash me nahi mere bas me mera dil 
sulagata hai jaise sharara 

Song details