Roman script

din bandhu lok nayak ho 
suni aankhe gili aankhe dekhe teri aur 
tera tarika tera upaay tu hi samjhe ye tera nyaay 
suni aankhe gili aankhe dekhe teri aur 
ojhal ho jo man ladkhadaye 
saans chale jivan tham jaaye 
suni aankhe gili aankhe dekhe teri aur 
tujhpe bharosa tu hi sahaay
apne niyam tu swayam banaay
suni aankhe gili aankhe dekhe teri aur 
din bandhu lok nayak ho 
suni aankhe gili aankhe dekhe teri aur

Song details