Roman script

deejo darshan mujhe

bansi ke bajane wale

deejo darshan mujhe

bansi ke bajane wale

katni kaachhe huye jo

biraj bachane wale

katni kaachhe huye jo

biraj bachane wale

deejo darshan mujhe

bansi ke bajaane wale

din ko nahin pade chain

raat ko ginte taare

din ko nahin pade chain

raat ko ginte taare

sada pyaare wo govind

gun gaane waale

sada pyaare wo govind

gun gaane waale

sab sakhi jhool rahee

kadamb chhainyya tale

sab sakhi jhool rahi

kadamb chhainyya tale

hamko to chhod chale

gham ke bhulaane waale

deejo darshan mujhe

bansi ke bajaane waale

deejo darshan mujhe bansi

kubja ko raag diyo

hamko bairaag diyo

kubja ko raag diyo

hamko bairaag diyo

jagat mein ham to nahi

bhasm ramaane waale

jagat mein ham to nahi

bhasm ramaane waale

gaja ki ter suni

dwaarika se dhaayo hai

gaja ki tera sune

dwaarika se dhaayo hai

sabha mein draupadi ki

cheer badhaane waale

sabha mein draupadi ki

cheer badhaane waale

deejo darshan mujhe

bansi ke bajaane waale

deejo darshan mujhe bansi

Explore this song