Roman script

de bhi chuke hum dil najaraana dil ka

de bhi chuke hum dil najaraana dil ka

are chhodo bhi 

chhodo bhi yeh raag puraana dil ka 

chhodo bhi yeh raag puraana dil ka 

ek najar me haar chuke hai dil ko, achchha

ek najar me haar chuke hai dil ko

teri ada pe vaar chuke hai dil ko

aji mushkil hai ab laut ke aana dil ka

ja ja ja chhodo bhi yeh raag puraana dil ka

muh dho le woh jaal bichaane waale 

muh dho le woh jaal bichaane waale 

hum nahi inn baato me aanewaale

khel hai yeh jana pehchaana dil ka

are de bhi chuke hum dil najaraana dil ka

chhin ke dil aashiq ka mukarane waale, achchha

chhin ke dil aashiq ka mukarane waale

are mar jaayenge tujh par marane waale

haay chhod  bhi de jaalim tadpaana dil ka, ja ja

chhodo bhi yeh raag puraana dil ka

daali daali phirate hai harjaayi 

daali daali phirate hai harjaayi 

lobhi bhavaro ne kab prit nibhaayi

yu hi sab karate hai bahaana dil ka

haay de bhi chuke hum dil najaraana dil ka

yu hi sab karate hai bahaana dil ka

khel hai yeh jana pehchaana dil ka

chhodo bhi yeh raag puraana dil ka

Explore this song