Roman script

darwaja kahe band kiya bolo na

kundi jo lagayi hai use kholo na

darwaja kahe band kiya bolo na

kundi jo lagayi hai use kholo na

ab pyar ke badhte ye kadam roko na

mai jo bhi karu aaj mujhe toko na

mujhe ghar jane do ji to bhar jane to

baba ghar jane do ji to bhar jane to

maaf karo bacchi ko, pahle ek kissi do

maaf karo bacchi ko, pahle ek kissi do

darwaja kahe band kiya bolo na

kundi jo lagayi hai use kholo na

hai ye wahi ghar ke jaha tumko

dulhan banke aana hai

yani sari umar dushman ka 

mujhko sath nibhana hai

tu maan kaha mera dushman nahi mai tera

seene se lagaunga, palko pe bithaumga

mai hi rulane wala mai hi hasane wala

mai hi satane wala mai hi bachane wala

aate ho najar tum to shaitan andhero me

bate to sharifo ki aur kaam lutero ke

ho parda ye kahe khich liya bolo na

batti jo bujhayi hai use kholo na

ab pyar ke badhte ye kadam roko na

mai jo bhi karu aaj mujhe toko na

mujhe ghar jane do ji to bhar jane to

baba ghar jane do ji to bhar jane to

maaf karo bacchi ko, pahle ek kissi do

maaf karo bacchi ko, pahle ek kissi do

darwaja kahe band kiya kholo na

kundi jo lagayi hai use kholo na

mai hu tum ho pyar ho or na ho kuch darmiya

kash ruk jaye yahi waqt ka ye karwa

aankho se mile aankhe or milke thahar jaye

ye pyar bhari sanse sanso me bikhar jaye

ek duje ki baaho me jite hue mar jaye

hum pyar ke diwane har had se gujar jaye

manjur kiya maine kadmo me tere rahna

ab tu bhi kabhi mujhe ghar jane ko mat kahna

ye raat kahe dhalne lagi bolo na

ab hone lagi bhor aankhe kholo na

ye bhor ki hai pehli kiran roko na

payi hai khushi aaj mujhe toko na

Explore this song