Roman script

teri meri mulaqaaton mein oh choti choti unn baaton mein

tham jaata tha woh pal wahaan beeta lamha pata bhi na chala

darmiyaan darmiyaan faasley kab aaye darmiyaan 

darmiyaan kabhi meetha kabhi kadva saa

o sapna par woh apna tha jaane kaise paraya ho gaya

sapna toota pata bhi na chala darmiyaan darmiyaan

faasley kab aaye darmiyaan  darmiyaan

sunte the ke hai ye daayra socha na tha badal jaayega

tukda tukda sa reh jaayega toota iss kadar dekho yahan

aisa bikhra sameta na gaya darmiyaan darmiyaan

faasley kab aaye darmiyaan darmiyaan

Explore this song