Roman script

dariya ka kinara haye haye baho ka sahara haye haye 

aise me na chhedo balam lut jayege hum

dariya ka kinara haye haye 

dil ke pas chale bhi aao ab na hume tadpao

ye dil hai tumhara dariya ka kinara haye haye 

baho ka sahara haye haye aise me na chhedo balam 

lut jayege hum dariya ka kinara haye haye 

aankhe mili to jhuma mausam dil ne li angdai

nind na aaye dhadke dil ye tune kaisi aag lagai

baho ka sahara haye haye aise me na chhedo balam 

lut jayege hum dariya ka kinara haye haye

aisi nazar se hum ko na dekho rah rah ke pyar aaye

kitna pyara haye haye baho ka sahara haye haye 

aise me na chhedo balam lut jayege hum

dariya ka kinara haye haye baho ka sahara haye haye 

aise me na chhedo balam lut jayege hum

dariya ka kinara haye haye

Explore this song