Roman script

dariya dariya dariya dariya

dariya dariya dariya dariya

dariya ho dariya ho dariya ho

dariya ho dariya ho

chhamak chhamak ke prem ki dhara, har mod pe yu rasta khole

thumak thumak ke manwa nache, ishq ki boli koyal bole

ho chhamak chhamak ke prem ki dhara, har mod pe yu rasta khole

thumak thumak ke manwa nache, ishq ki boli koyal bole

ishq ruhmani hai, ishq mahbubi hai 

balmala hota hai isme ye khubi hai 

o teri bat se mere sathiya jadu sa kya chhalka

chhalka haye o chhalka o chhalka

dariya ho dariya ho dariya ho

dariya ho ho ho

ishq zuda hai mera ishq shiva hai mera

ishq wafa hai mera ishq ishq

ishq dua hai meri ishq hina hai meri

ishq khuda hai mera ishq ishq 

ishq ki lajjat aashiq jane aur na koi jane 

ishq ki hazmat aashiq samjhe aur na koi samjhe

o teri bat se mere sathiya jadu sa ja chhalka

chhalka haye o chhalka o chhalka

chand dino me hua just lamho me hua

band dilo me hua ishq ishq

ishq badhai meri ishq kamai meri 

ishq bhalai meri ishq ishq

ishq me bhule apni hasti kaisa hai afsana

ishq ne bhar di kaisi masti karta hai diwana

o teri bat se mere sathiya jadu sa ja chhalka

chhalka haye o chhalka o chhalka

dariya ho dariya ho, dariya ho dariya ho

dariya ho dariya ho, dariya ho dariya ho

Explore this song