Roman script

darde dil ki kya hai dawa

darde dil ki kya hai dawa, aap hi kahe 

darde dil ki kya hai dawa, aap hi kahe 

darde dil ki kya hai dawa

pad gayi ye najre kaha

pad gayi ye najre kaha haye kya kahe

darde dil ki kya hai dawa, aap hi kahe 

darde dil ki kya hai dawa

mil gaye jo aap mil gayi hame jindagi

mil gaye jo aap mil gayi hame jindagi

hans diye jo aap khil gayi ye jindagi

aane laga hame jine ka maja, aapki ye kya hai ada

aane laga hame jine ka maja, aapki ye kya hai ada

janeja aap kahe kaise ham jiye

darde dil ki kya hai dawa, aap hi kahe 

darde dil ki kya hai dawa

aap kya mile mil gayi hame roshni

aap kya mile mil gayi hame roshni

aap hi ne di hame ek nayi khusi

kabhi na hona ji hamse juda jane jigar jane wafa

kabhi na hona ji hamse juda jane jigar jane wafa

aapke hujur me iltza kare

darde dil ki kya hai dawa, aap hi kahe 

darde dil ki kya hai dawa

pad gayi ye najre kaha

pad gayi ye najre kaha haye kya kahe

darde dil ki kya hai dawa, aap hi kahe 

darde dil ki kya hai dawa

Explore this song