Roman script

dard me dubi zindagi kyu hain

dard me dubi zindagi kyu hain

gum ke saaye me har khushi kyu hain

gum ke saaye me har khushi kyu hain

dard me dubi zindagi kyu hain

mera bachpan jahan pe beeta hain

mera bachpan jahan pe beeta hain

mere khwabon me wo gali kyun hain

mere khwabon me wo gali kyun hain

gum ke saaye me har khushi kyu hain

dard me dubi zindagi kyu hain

har qadam saath mere chal kar bhi

har qadam saath mere chal kar bhi

zindagi mujhse ajnabee kyun hain

zindagi mujhse ajnabee kyun hain

gum ke saaye me har khushi kyu hain

dard me dubi zindagi kyu hain

dard o gamo har kadam pe milate hain

dard o gamo har kadam pe milate hain

par masarat kabhi kabhi kyun hain

par masarat kabhi kabhi kyun hain

gum ke saaye me har khushi kyu hain

dard me dubi zindagi kyu hain

main mukamall samjhta hu khud ko

main mukamall samjhta hu khud ko

soch me meri ye kamee kyun hain

soch me meri ye kamee kyun hain

gum ke saaye me har khushi kyu hain

dard me dubi zindagi kyu hain

Explore this song