Roman script

dard mando ka jaha me aasra koi nahi 

bewafa sara zmana va wafa koi nahi

bewafa sara zmana 

roke aankhe puchhati chuke hai, mere dil se bar bar  

roke aankhe puchhati chuke hai, mere dil se bar bar  

ibtida rone ki hai, kya intihan koi nahi 

ibtida rone ki hai kya

jab ummido ne kosa ab tumhara kon hai 

jab ummido ne kosa ab tumhara kon hai 

aarzuo ne tadap ke yu kaha koi nahi

aarzuo ne tadap ke

kya kahe kisse kahe kyu kar gaye, kaise kahe

kya kahe kisse kahe kyu kar gaye, kaise kahe

sunanevala dasta-ae-dard ka koi nahi 

dard mando ka jaha me

Explore this song