Roman script

main dardo ko paas, bitha kar hi soun

main dardo ko paas, bitha kar hi soun

jo tujhe lagta baarish hai, wo main hu jo roun

jo tujhe lagta baarish hai, wo main hu jo roun

main dardo ko paas, bitha kar hi soun

khushiyo se milna bhul gaye, tum itna kyu humse dur gaye

koi kiran ik din aayegi, tum tak humko leke jaayegi

main raah pe aankh, bichake ke hi soun

main raah pe aankh, bichake ke hi soun

jo tujhe lagta baarish hai, wo main hu jo roun

jo tujhe lagta baarish hai, wo main hu jo roun

main dardo ko paas, bitha kar hi soun

pankh agar hote udke chala main aata rukta na ek pal

qaid ye kaisi khuda saans bhi roothi hai seene me aaj kal

aaj kal aaj kal, aaj kal aaj kal, aaj kal aaj kal

main dardo ko paas, bitha kar hi soun

main dardo ko paas, bitha kar hi soun

jo tujhe lagta baarish hai, wo main hu jo roun

jo tujhe lagta baarish hai, wo main hu jo roun

main dardo ko paas, bitha kar hi soun

Explore this song