Roman script

o haseena o neelampari, kar gayi kaisi jaadugari

neend in aankhon se cheen li hai, dil mein bechainiya hai bhari

main bechara hoon awaraa bolo, samjahon main yeh abb kis kis ko

dil mein mere hai dard-e-disco, dard-e-disco dard-e-disco 

ohh fasale gul thi gulposhiyon ka mausam tha

hum per kabhi sargoshiyon ka mausam tha

kaisa junoon khwaabon ki anjuman mein tha

kya mein kahoon kya mere baakpan mein tha

ranish ka chala tha fhobwara, phoota jo khwaab ka goobbara

abb phirta hoon mein london, paris new york la sans fansico

dil mein mere hai dard-e-disco, dard-e-disco, dard-e-disco 

dard-e-disco come on now lets go

dard-e-disco come on now lets go

dard-e-disco come on now lets go

dard-e-disco come on now lets go

dard-e-disco come on now lets go

lamha lamha armaano ki farmaaish thi

lamha lamha jurrrat ki aajmaaish thi

lamha lamha armaano ki farmaaish thi

lamha lamha jurrrat ki aajmaaish thi

abr-e-karam ghir ghir ke mujhpe barsa tha

abr-e-karam barsa to tab mein tarasa tha

phir kyun na hua mazar mera, woh mera sanam dilbar mera

dil tod gaya mujhse chhod  gaya, woh peechale mahine ke chhabis ko

dil mein mere hai dard-e-disco, dard-e-disco, dard-e-disco 

dil mein mere hai dard-e-disco, dard-e-disco, dard-e-disco

o haseena o neelampari, kar gayi kaise jaadugari

neend in aankhon se cheen li hai, dil mein bechainiya hai bhari

main bechara hoon awaraa bolo, samjahon mein yeh abb kis kis ko

dil mein mere hai dard-e-disco, dard-e-disco dard-e-disco 

dil mein mere hai dard-e-disco, dard-e-disco dard-e-disco 

dil mein mere hai dard-e-disco, dard-e-disco dard-e-disco 

dil mein mere hai dard-e-disco, dard-e-disco dard-e-disco

Explore this song