Roman script

o haseena o neelampari

kar gayi kaisi jaadugari

neend in aankhon se cheen li hai

dil mein bechainiya hai bhari

o haseena o neelampari

kar gayi kaisi jaadugari

neend in aankhon se cheen li hai

dil mein bechainiya hai bhari

main bechara hoon awaraa bolo

samjahon main yeh abb kis kis ko

dil mein mere hai dard-e-disco

dard-e-disco dard-e-disco 

dil mein mere hai dard-e-disco

dard-e-disco dard-e-disco 

dil mein mere hai dard-e-disco

dard-e-disco dard-e-disco 

dil mein mere hai dard-e-disco

dard-e-disco dard-e-disco 

ohh fasale gul thi gulposhiyon ka mausam tha

hum per kabhi sargoshiyon ka mausam tha

ohh fasale gul thi gulposhiyon ka mausam tha

hum per kabhi sargoshiyon ka mausam tha

kaisa junoon khwaabon ki anjuman mein tha

kya mein kahoon kya mere baakpan mein tha

ranish ka chala tha fhobwara

phoota jo khwaab ka goobbara

abb phirta hoon mein london 

paris new york la sans fansico

dil mein mere hai dard-e-disco 

dard-e-disco, dard-e-disco 

dil mein mere hai dard-e-disco 

dard-e-disco, dard-e-disco

dard-e-disco come on now lets go

dard-e-disco come on now lets go

dard-e-disco come on now lets go

dard-e-disco come on now lets go

dard-e-disco come on now lets go

lamha lamha armaano ki farmaaish thi

lamha lamha jurrrat ki aajmaaish thi

lamha lamha armaano ki farmaaish thi

lamha lamha jurrrat ki aajmaaish thi

abr-e-karam ghir ghir ke mujhpe barsa tha

abr-e-karam barsa to tab mein tarasa tha

phir kyun na hua mazar mera 

woh mera sanam dilbar mera

dil tod gaya mujhse chhod  gaya 

woh peechale mahine ke chhabis ko

dil mein mere hai dard-e-disco

dard-e-disco, dard-e-disco 

dil mein mere hai, dard-e-disco

dard-e-disco, dard-e-disco

o haseena o neelampari 

kar gayi kaise jaadugari

neend in aankhon se cheen li hai

dil mein bechainiya hai bhari

main bechara hoon awaraa bolo 

samjahon mein yeh abb kis kis ko

dil mein mere hai dard-e-disco 

dard-e-disco dard-e-disco 

dil mein mere hai dard-e-disco 

dard-e-disco dard-e-disco 

dil mein mere hai dard-e-disco 

dard-e-disco dard-e-disco 

dil mein mere hai dard-e-disco 

dard-e-disco dard-e-disco 

lyrics typed by : kavita golden

Explore this song