Roman script

dard dil mein utha 

dard dil mein utha sochte sochte

dard dil mein utha sochte sochte

yaad kya aa gaya sochte sochte

dard dil mein utha sochte sochte

kaun tha kya tha wo yaad aata nahi

kaun tha kya tha wo yaad aata nahi

kaun tha kya tha wo yaad aata nahi

yaad aa jaayega

yaad aa jaayega sochte sochte

yaad kya aa gaya sochte sochte

dard dil mein utha sochte sochte

raah mein rah gayi aane waali sahar

raah mein rah gayi aane waali sahar

raah mein rah gayi aane waali sahar

bujh gaya har deeya sochte sochte

bujh gaya har deeya sochte sochte

yaad kya aa gaya sochte sochte

dard dil mein utha sochte sochte

ajnabi log hain ajnabi raaste

ajnabi log hain ajnabi raaste

ajnabi log hain ajnabi raaste

main kahaan aa gaya sochte sochte

main kahaan aa gaya sochte sochte

yaad kya aa gaya sochte sochte

dard dil mein utha sochte sochte

dur ho kar na hum-tum kareeb aa sake

dur ho kar na hum-tum kareeb aa sake

dur ho kar na hum-tum kareeb aa sake

badh gaya faasla sochte sochte

badh gaya faasla sochte sochte

yaad kya aa gaya sochte sochte

dard dil mein utha sochte sochte

dard dil mein utha sochte sochte

Explore this song