Roman script
dard badta hai to muskurate kyun ho dard badta hai to muskurate kyun ho mohabbat ko meri thukrate kyun ho pyaar hai gunah nahi chupate kyun ho mujhe dekh kar nazarein churate kyun ho jhuthe vaado se hame behlate kyun ho kya milta milta kya hai tumhe kyun itna satate ho dard badta hai to muskurate kyun ho dard badta hai to muskurate kyun ho dard badta hai to muskurate kyun ho yuhi kam gam nahi aur badate kyun ho sochta hoon itna yaad aate kyun ho kyun itna yaad aate ho
Song details
- Singer: Apeksha Dandekar
- Singer: Pankaj Awasthi
- Film / album: Yahaan Sabki Lagi Hai (2015)
- Composer: Pankaj Awasthi
- Actor: Varun Thakur
- Actor: Eden Shyodhi
- Actor: Heerok Das
- Actor: Yoshika Verma
- Actor: Pavitra Sarkar
- Actor: Sandip Ghosh
- Actor: Teeshay
- Actor: Asxem Dlean
Song video
singer: Apeksha Dandekar, Pankaj Awasthi
actor: Heerok Das, Eden Shyodhi, Varun Thakur