Roman script

dhup ke shamiyane ban gaye hai aashiyane

dhup ke shamiyane ban gaye hai aashiyane

raat ki syahiyo mein mil gaye hai thikane

kadam bada hai sab tera

tera hi ye aasma tere hi ye jahan

khwaab alif hai chah alif hai

sach ki jani bhar raah alif hai

khwaab alif hai chah alif hai

sach ki jani bhar raah alif hai

alif hai

har ek subah ko sichna nayi lakiren khichna

har ek subah ko sichna nayi lakiren khichna

naya sabak padhana hai jahan ko ab batana hai

hai haunslo mein dam agar to hum udenge arsh par

dard alif hai saans alif hai

zinda rehne ki aas alif hai

khwaab alif hai chah alif hai

sach ki jani bhar raah alif hai

alif hai alif hai

jeene ke liye ladna nahi

padna jaruri hai

Explore this song