Roman script

dil me daraare, dil me daraare 

dil me daraare hi daraare, dil me kayi hai daraare

yaade teri hai daraare, tute jo tinka to hawa ka aasra

tuta sitara to dua ka aasra, dil tut jaaye to wo jaaye kaha

darbadar hai, darbadar Khudaya, darbadar hai bekhbar ye dil

darbadar ka humsafar na koi darbadar ki manzil 

hai adhure sire jo wo khule hi rahe to

tumse hi the yahi maan ke hum chale to

ye jo thoda shikva hai tera mera gila hai gar hota nahi

chahe lage ya lage na dil tutne ka darr hota nahi

socha hai pehle bhi kitna par hota nahi

darbadar hai, darbadar Khudaya, darbadar hai bekhbar ye dil

darbadar ka humsafar na koi darbadar ki manzil 

darbadar hai, darbadar Khudaya, darbadar hai bekhbar ye dil

darbadar ka humsafar na koi darbadar ki manzil 

darbadar hai, darbadar Khudaya, darbadar hai bekhbar ye dil

darbadar ka humsafar na koi darbadar ki manzil 

darbadar hai, darbadar Khudaya, darbadar hai bekhbar ye dil maula 

darbadar ka humsafar na koi darbadar ki manzil maula

Explore this song