Roman script

dar bhi chhoda ghar bhi chhoda 
chhode bahan aur bhai 
hire panne ke soudagar 
sab main chhod ke aai 
tujhe man mein basa ke 
preet jata ke 
o jhul gayi jhul gayi jhul gayi re 
o main to bhul gayi bhul gayi bhul gayi re 
pyar mein tere main duniyan bhul gayi 
pyar mein tere main duniyan bhul gayi 
pyar mein tere main duniyan bhul gayi 
jis din chori chori mere tu sapane mein aaya 
ho jis din chori chori mere tu sapane mein aaya 
bola gori baki chhori chhori rup tera bharmaya 
sawan bita bhadho bita kyun mujhko tarsaya 
main to balma sun khushi se phool gayi 
phool gayi phool gayi re 
ho main to bhul gayi bhul gayi bhul gayi re 
pyar mein tere main duniyan bhul gayi 
pyar mein tere main duniyan bhul gayi 
yovan ka ye le upkar mein aai tere angana
yovan ka ye le upkar mein aai tere angana
tere mere pyar ke kisse har koi jane sajana
chhod ye jhuta desh chale pardesh ho preetam sang na 
main teri tu mera duniyan bhul gayi 
bhul gayi bhul gayi re 
ho main to bhul gayi bhul gayi bhul gayi re 
pyar mein tere main duniyan bhul gayi 
pyar mein tere main duniyan bhul gayi 
pyar mein tere main duniyan bhul gayi 
pyar mein tere main duniyan bhul gayi

Song details

Song video

Watch on YouTube