Roman script

h h h haiya

daiya re daiya kya hua 

dil kho gaya, accha

kuch ho gaya, accha

dil kho gaya mujhe kuch ho gaya

meri nas nas me aag lagi re

daiya re daiya kya hua 

kisne sakhi tere dil ko churaya

tune kise man meet banaya

ye hai badi rangin kahani

palko tale tu padh le diwani

jab se ye nain lade ek pal na chain pade

raato ki nind udi re

daiya re daiya kya hua 

anjaam ki tune socha hai pagli

duniya se dar puri duniya hai pagli

hona tha jo wo to ho hi chuka hai

hona tha pyar use ho hi chuka hai

ye tan ye jaan sakhi unpe kurban sakhi

sab kuch hai mere wahi re

daiya re daiya kya hua 

dil kho gaya, accha

kuch ho gaya, accha

dil kho gaya o mujhe kuch ho gaya

o meri nas nas me aag lagi re

daiya re daiya kya hua

Explore this song