Roman script

mahiyaa re maahiya ek baar bahe sau baar bahe

ab sookh gaye mere naina ek baar bahe sau baar bahe

ab sookh gaye mere naina naina

ek baar bahe sau baar bahe ab sookh gaye mere naina

rajj rajj ke bahain rag rag se bahein

ab rooth gaye ji naina o naino mein sapna jal gaya haan mera

jo rooh kaari kar gaya woh gehra

daag na chhoote mahiya re tera

daag na chhute mahiya

naino mein sapna jal gaya haan mera

daag laga ji so laga yeh maila

daag na chhute mahiya re tera

daag naa chhoote mahiya

unn galiyon ki chaubaaron ki

uss mitti ki woh yaadein aayein

yaadein

unn galiyon ki chaubaron ki

uss mitti ki woh yaadein

aksar aankhein kar jaati hain

unn tasveeron se baatein

yaadon ki inn lehron ko

chaahun mill jaaye thikana

yeh kaagaz wali kashtiyan

chaahun main paar lagana

par dil darta hai phir se kahin

saawan aaye na

daag na chhoote mahiya

ve tera daag na chhute mahiya

naino mein sapna jal gaya haa mera

jo rooh kaari kar gaya woh gehra

daag na chhute mahiya ve tera

daag na chhute mahiya

Explore this song