Roman script

cycle ki sawari hai duniya humari hai 

sun mere yaara, tu hai mujhe pyara 

cycle ki sawari hai duniya humari hai 

sun mere yaara, tu hai mujhe pyara 

hatho mein ji hath hai, vadiyo ka sath hai 

gham kis baat ka, tu jo mere sath hai 

mere dil mein ek baat hai, kya main bolu izazat hai 

mere dil mein ek baat hai, kya main bolu izazat hai 

chaha hai maine tujhko yu chhedo na mujhko 

moti hai kamariya sun meri gauriya 

main to koi gair nahi main tera sawariya 

najuk hai dil mera o mere sawariya 

chheda chhedi na karo main teri bawariya 

uff tera ye mukhda jaisa chand ka koi tukda 

uff tera ye mukhda jaisa chand ka koi tukda 

izhaar hai ikraar hai mujhe tumse bahut pyar hai 

jaanam jaanam kahte rahenge 

jab tum kahoge marte rahenge 

din mein bhi tu hai, raat mein bhi tu hai 

nind mein bhi jaagu main, khwabo mein bhi tu hai 

cycle ki sawari hai duniya humari hai 

sun mere yaara, tu hai mujhe pyara 

cycle ki sawari hai duniya humari hai 

sun mere yaara, tu hai mujhe pyara 

hatho mein ji hath hai, vadiyo ka sath hai 

gham kis baat ka, tu jo mere sath hai

Explore this song