Roman script

rote kaaye ko hum he rotey kaaye ko hum

hona hai jo ho sad hote kaaye ko hum

cry cry itna cry karte hain kaaye ko

itna darte hain kaaye ko pal pal marte kaaye ko

why why aisa why waisa kyo hota

yu hota to kya hota jo hota hai woh hota

fly fly baby fly dekhein aa udh ke

dekhein baadal se jud ke dekhein phir na mud mudke

rote kaaye ko hum hain rotey kaaye ko hum

hona hai jo ho sad hote kaaye ko hum

ha raato ko na sote kaaye ko

cry cry itna cry karte hain kaaye ko

itna darrte hain kaaye ko pal pal marrte kaaye ko

chaar pal ka hain saanson ka kissa

kitna hai hissa isme aasuo ka soch lo tum 

bachpan bita ek ik budha sa pal kisne dekha kal 

to is pal ki kimat jod lo tum 

rote kaaye ko ham he rote kaaye ko ham

rote kaaye ko hum he rote kaaye ko hum

hona hai jo ho sad hote kaaye ko hum

ha raato ko na sote kaaye ko

baate teri thik lagti hai raate kyo hamari jagti hai 

ha laate ham kyo naa maare biti baato ko 

bhulun main to mujhko tum lagaana ek chhaata

chubh jaaye to khinch lena kaanta na na no no no

puchhu main jo tujhse kabhi ke kyo kyo daata

dena fir se ek aur chaata kabhi nahi kabhi nahi 

rote kaaye ko hum hain rotey kaaye ko hum

hona hai jo ho sad hote kaaye ko hum

ha raato ko na sote kaaye ko

cry cry itna cry karte hain kaaye ko

itna darte hain kaaye ko pal pal marte kaaye ko

why why aisa why waisa kyo hota

yu hota to kya hota jo hota hai woh hota

fly fly baby fly dekhein aa udh ke

dekhein baadal se jud ke dekhein phir na mud mudke

cry cry cry cry

Explore this song