Roman script

this is the story of the devil advocate

apne peshe  ka badshah jo chahe kar sakta hu 

faansi ke takhte se mujrim ko wapis mai la sakta hu 

crime karo crime karo kuchh bhi karo

tum kanun se kya daro

crime karo crime karo kuchh bhi karo 

tum kanun se kya karo

baadsah back

kamyabi ka hai junun aur nasha hai jeet ka 

karta hu main istimal har tarah ki tarkeeb ka 

crime karo crime karo kuchh bhi karo

tum kanun se kya daro

crime karo crime karo kuchh bhi karo

tum kanun se kya daro

baadsah back

jamir ne kiya sawal, ab sahi galat ka hai khayal 

khudko de raha tha jhasha, ab palat gaya hai paasa 

crime ki duniya mein kuchh bhi nahi 

sach se bada koi sach hi nahi 

crime ki duniya mein kuchh bhi nahi 

sach se bada koi sach hi nahi 

ab main wo nahi jo main tha 

ab main wo nahi jo main tha jo main tha jo main tha

Explore this song