Roman script

shukriya college shukriya

tumne raah meri roshan 

karke mujhko meri

manzil tak pahuncha diya

shukriya college shukriya

shukriya college shukriya

tumne raah meri roshan 

karke mujhko meri

manzil tak pahuncha diya

naaz humein hai naam juda hai saath tumhare

yaad tumhari hogi har pal dil mein hamare

geet khushi ke goonj rahe hain man mein hamare

din jo beete khwaab se lagte hain wo saare

pyar se daaman bhar gaya

deep khushi ke jale

jeevan ko kitne rang mile

rang bhari hai ye duniya

aankhon mein aansoo hain juda ab tumse honge

dost bhi bichdenge na jaane kab wo milenge

o sir hum sab sacchhai ki raah chalenge

aaj judaai ke din dil se hum ye kahenge

alvida college alvida

ab hai nayi duniya

sach ho sapne bas ye armaan

pyar se kar humko vida

Explore this song